Order Id #1294596 Report Process - MyPandit

Ask An Expert

Aadarsh Singh

2001-03-27 10:00

Ghaziabad,Uttar Pradesh,India

SPECIFIC QUESTION

fire opal ko dharan karne ki vidhi kya hai? konse finger me kab dharan karna hai? puri vidhi batae

ANSWER Of SPECIFIC QUESTION

Dear Aadarsh Singh,

Helo sir apko ye hardness me thoda weak hota hai isliye jyada achha hai ap loket me dharan kare uske bad first guru wali finger or ek anamika surya wali finger hand me dharan karsakte hai as you wish Jo set hota hai wo karna hai

Important Information About Your Kundali

Or apko isme sukra ka jap karna hai om sukray namah ki mala karna hai or ye sukravar ko dharan karna hai morning me suryoday se one hour me dharan karna hai 64000/- jap karna hai